Menu Close

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya – CID

unsplash 42
unsplash.com
A                        E          D
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
                A          E         A
Baithhe baithhe jeene ka sahara ho gaya

A        E                     A
Gaate ho geet kyon dil pe kyon haath hai
         E                 A
Khoye ho kis liye aisi kya baat hai
        E         A
Ye haal kab se tumhara ho gaya

Aankhon hi aankhon mein...

Chalte ho jhoom ke badali hai chaal bhi
Nainon mein rang hai bikhare hai baal bhi
Kis dilruba ka nazaara ho gaya

Aankhon hi aankhon mein...

Apana wo zor hai apana wo shor hai
Hamko hai sab pata dil men jo chor hai
Ye chor kaise ganwaara ho gaya

Aankhon hi aankhon mein...

Kaisa ye pyaar hai kaisa ye naaz hai
Ham bhi to kuchh sune ham se kya raaj hai
Achchha to ye dil hamaara ho gaya

Songwriter/Composer Jaan Nisar Akhtar, O P Nayyar
Album/Movie/Genre CID

Please rate the chords
Bookmark
Print Friendly, PDF & Email

Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY

Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.

Page hits: 10

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *