Menu Close

Dekha Hai Aise Bhi – LUCKY ALI

E                   A
Ghar ko main nikla, tanha akela
E                    A
Saath mere kaun hain yaar hai mera
E                 A
Jo bhi karna tha, kar aa gaya main
E                  A
Pyaar ko hi maanke chalte jaana

E
  Dekha hai aise bhi, kisi ko aise hi
A                   C#m            E
Apne bhi dil mein basaye hue kuch irade hain
A                C#m                   F#
Dil ke kisi kone may bhi kuchh aise hi waade hain
A      B  A          B    A        B       E
Inko liye jab hum chale nazare bhi humse mil
     A     E
Oh o oh...

Dekha hai aise hi, kisi ko aise hi
Hanste hansaate yun sab ko manaate hum jaayenge
Barson ki doori ko milake hum saath mitayenge
Pyaar rahe unke liye jo dhoonde woh unko mile

Oh o oh...

Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai
Chahton ke daayre main itna faraz hai
Koi kehta hai, ki ghar aa gaya hai
Arzoo bhi arz hai padhte jaana
Dekha hai aise bhi, kisi ko aise hi
Dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain
Reh jaye jo baad mein bhi hameare wafaayen hain
Inke liye ab tak chale, hazaron mein hum bhi mile

Oh o oh...

Dekha hai aise hi, kisi ko aise bhi...

Songwriter/Composer Syed Aslam Noor, Lucky Ali
Album/Movie/Genre Sifar

Page hits: 21

Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading