Menu Close

Yeh Jo Thode Se Hain Paise – PAPA KAHTE HAIN

unsplash 5
unsplash.com
       F             C7
Yeh jo thode se hain paise
       F              C7    F
Kharch tum par karoon kaise
                     C7
Yeh jo thode se hain paise
       F              C7    F
Kharch tum par karoon kaise

F               Bb
Agar kahin ek dukaan hoti
         C              F
Jahan pe milte gagan ke taare
                    Bb
Main saare taare khareed leta
        C                  F
Tumhare aanchal mein taang deta
C           Bb
Magar kya karoon main
   G       F
Ke yeh jaanta hoon
                 C7
Taare milte nahi aise
                 F
Taare milte nahi aise

Yeh jo thode se hain...

Agar kahin ek dukaan hoti
Jahan pe milte haseen sapne
Main saare sapne khareed laata
Tumhari palkon pe main sajata
Magar kya karoon main
Ke yeh jaanta hoon
Sapne milte nahi aise
Sapne milte nahi aise

Yeh jo thode se hain...

     F                Bb
Main jaanta hoon main jaanta hoon
          C           F
Kahan yeh paise kahan mohabbat
  Bb      C               F
Kahan yeh zarre kahan woh parvat
                    Bb
Kahan yeh kaagaz ki ek naav
          C            F
Kahan woh jazbaat ka bahaav
    C          Bb
Yeh sach hai magar phir bhi
G        F
Main sochta hoon

Yeh jo thode se hain...

Songwriter/Composer Javed Akhtar, Rajesh Roshan
Album/Movie/Genre Papa Kahte Hain

Please rate the chords
Print Friendly, PDF & Email
Bookmark
ClosePlease loginn

Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY

Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.

Page hits: 11

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *