Lyrics & Chords of Pukaarata Chala Hoon Main
Transpose and play
Lyrics & Chords of Pukaarata Chala Hoon Main
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Lyrics
Majrooh Sultanpuri
Music
O P Nayyar
Album
Mere Sanam
Language
Hindi
Original Scale
E major
Views
3
pexels.com
Pukaarata Chala Hoon Main
C#m
Pukaarata chala hoon main
E C#m
Galee galee bahaar ki
B
Bas ek chhaanv zulf ki
C#m E
Bas ik nigaah pyaar ki
G# C#m
Pukaarata chalaa hoon main
C#m
Ye dillagi ye shaukhiyaan salaam ki
B
Yahee to baat ho rahi hai kaam ki
C#m
Koyi to mud ke dekh legaa is taraf
G# C#m
Koi nazar to hogee mere naam ki
Pukaarata chalaa hoon main...
Sunee meri sadaa to kis yakin se
Ghataa utar ke aa gayee zameen pe
Rahee yahee lagan to aye dila-e-jawaan
Asar bhi ho rahegaa ik haseen pe
Pukaarata chalaa hoon main...