Menu Close

Mujhse Kaha Na Gaya – EUPHORIA

Mujhse Kaha Na Gaya Lyrics By - Phir Dhoom (2000) Full HD Song
A              F#m
Kaho jo tum to le ke main aaun
D         E   D      E
Aandhi toofan sara jahan
A              F#m
Kaho jo tum to tumpe lutaaon
D         E   D      E
Ye sara pyaar baaten hazaar
    F                 G           A
Keh do to main tumhe, baaho me le lu
    F             G               A
Keh do to main tumko, kuch bhi de du
          E           D           A      F#m
Lagta hai aise, yu hi hai apna ye pyaar
         E           D             G
Nahin to bolo kaise, gaye hum haar
A           E
Suni thi wo raat
A         D       E
  Tumse raha na gaya
A           F#m      E
  Kehni thi baaten kayi
    A        G       D
Par mujhse kaha na gaya
F        G       A
Mujhse kaha na gaya

Kaho jo tum to tumko sunaon
Baatein sabhi dil mein chhipi
Kaho jo tum to tumko sunaon
Kisse sabhi jhutey sahi
Kaho tum to main chhodu sara sansaar
Keh do bas keh do, tumko mujhse pyaar
Tum bhi wahi ho
Dekho main bhi badlaa nahin
Naata hamara koi sapna nahin
Suni thi wo raat, tumse raha na gaya
Kehni thi baaten kayi
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Umar bhar ka saath, tumse saha na gaya
Roya main aansu kai
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya

Suni thi wo raat, tumse raha na gaya
Kehni thi baaten kayi
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Umar bhar ka saath, tumse saha na gaya
Roya main aansu kai
Par mujhse kaha na gaya
Chhoti si wo baat, tumse kaha na gaya
Roya main aansu kai
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya

Songwriter/Composer Jaideep Sahni, Dahlia, Palash Sen, Sam Panchmukhi, Roy Menezes, Anuj, D J Bhaduri, Gary, Rikki
Album/Movie/Genre Phir Dhoom


Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Views: Today 1 | Total 13

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes | Guitar Chords & Tabs

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading