F Ye chaand sa roshan chehra C Zulfon ka rang sunehra F Ye jheel see neeli aankhein C Koyi raaz hain inmw gehra F Taareef karun kya uski C F Jisne tumhein banaaya F Ik cheez qayaamat bhi hai C Bb F Logon se suna karate thhe Tumhe dekh ke maine maana C Bb F Wo theek kaha karate thhe C Bb F Wo theek kaha karate thhe Hai chaal mein teri zalim Kuchh aisi bala ka jaadoo Sau baar sambhaala dil ko Par ho ke raha bekaaboo Taareef karun kya uski Jis ne tumhein banaaya Ye chaand sa roshan chehra... Har subah kiran ki laali Hain rang tere gaalon ka Har shaam ki chaadar kaali Saayaan hain tere baalon ka Saayaan hain tere baalon ka Tu balkhaatee ek nadiyaan Har mauj teri angadayi Jo in maujo mein doobaa Usne hi duniyaan paayee Taareef karu kyaa uski Jis ne tumhein banaayaa Ye chaand sa roshan chehra... Main khoj mein hun mazil ki Aur manzil paas hai mere Mukhde se hataado aanchal Ho jaaye dur andhere Ho jaaye dur andhere Maanaa ke ye jalwe tere Kar denge mujhe deewana Jee bharke zaraa main dekhun Andaaz tera mastaana Taareef karu kyaa uski Jis ne tumhein banaaya Ye chaand sa roshan chehra...
Songwriter/Composer S H Bihari, O P Nayyar
Album/Movie/Genre Kashmir Ki Kali
Views: Today 1 | Total 72