Lyrics & Chords of Yeh Kya Hua Kaise Hua
Transpose and play
Lyrics & Chords of Yeh Kya Hua Kaise Hua
Lyrics: Anand Bakshi
Lyrics
Anand Bakshi
Music
R D Burman
Album
Amar Prem
Language
Hindi
Original Scale
C major
Views
5
pexels.com
Yeh Kya Hua Kaise Hua
C
Yeh kya hua, kaise hua
G F
Kab hua, kyon hua
C F
Jab hua, tab hua
G C
Oh chodo, yeh na socho
G C
Hmm hmm hmm, ye kya hua
C G
Hum kyon shikawa kare jhootha
F C
Kya hua jo dil toota
F
Sheeshe ka khilona thha
G C G
Kuchh na kuchh to hona thha, hua
Yeh kya hua, kaise hua...
Humne jo dekha thha, suna thha
Kya batayein wo kya tha
Sapana salona thha
Khatm to hona thha, hua
Yeh kya hua, kaise hua...
Aye dil, chal peekar jhoome
Inhi galiyon mein ghoome
Yahan tujhe khonaa thha
Badanaam hona thha, hua
Yeh kya hua, kaise hua...