D Purani jeans aur guitar G Mohalle ki woh chhat D Aur mere yaar Woh raaton ko jaagna G Subah ghar jaana D Kood ke deewar Bm Vo cigaretee peena G Gali mein jaake A Woh karna daanton ko D Ghadi ghadi saaf Pahunchna college hamesha late Vo kehna sir ka "Get out from the class!" Woh bahar jaake hamsha kehna Yahan ka system Hi hai kharaab Woh jaake canteen mein Table bajaake Woh gaane gaana Yaaron ke saath D Bas yaadein yaadein A Yaadein reh jaati hain Kuchh chhoti chhoti D Baatein reh jaati hain Bas yaadein... Woh papa ka daantna Woh kehna mummy ka Chhodein ji aap Tumhein to bas nazar aata hain Jahan mein beta Mera hi kharaab Woh dil mein sochna Kar ke kuchh dikha dein Woh karna planning Roz nayi yaar Ladakpan ka vo pehla pyaar Woh likhna haathon pe A + R Woh khidki se jhaankna Woh likhna letter Unhein baar baar Woh dena tofe mein Sone ki baaliyan Woh lena doston se Paise udhaar Bas yaadein... Aisa yaadon ka mausam chala Bhoolta hi nahin Dil mera Kahan meri jeans aur guitar Mohalle ki woh chhat Aur mere yaar Woh raaton ko jaagna Subah ghar jaana Kood ke deewar Bas yaadein...
Songwriter/Composer Ali Haider
Album/Movie/Genre Sandesa
Views: Today 1 | Total 17