Bb Dharti sunhari ambar neela Fm Har mausam rangeela Bb Fm Aisa desh hai mera haan Bb Haa aisa desh hai mera Bole papiha koyal gaaye Fm Sawan ghir ghir aaye Bb Fm Aisa desh hai mera ho Bb Aisa desh hai mera Bb Gehun ke kheton me Kanghi jo kare hawaye Rang birangi kitani Chunariya ud-ud jaaye Panghat par paniharan Jab gagari bharne aaye Madhur madhur taano me Kahi bansi koi bajaye To sun lo Kadam kadam pe hai mil jaani ho Kadam kadam pe hai mil jaani Fm Koi prem kahani Bb Fm Aisa desh hai mera ho Bb Aisa desh hai mera Baap ke kandhe chadh ke Jahan bachche dekhe mela Melo me nat ke tamashe Kulfi ke chaat ke thele Kahi milti mithi goli Kahi churan ki hai pudiya Bhole bhole bachche hai Jaise gudde aur gudiya Inko roz sunaye dadi nani Inko roz sunaye dadi nani ho o Ek pariyo ki kahani Aisa desh hai mera Ho aisa desh hai mera Mere desh ke mehmano ko Bhagwan kaha jata hai Wo yahi ka ho jata hai Jo kahi se bhi aata hai Tere desh ko mene dekha Tere desh ko mene jana Jane kyu ye lagta hai Mujhko jana pahchana Yaha bhi wahi sham hai wahi savera ho o Yaha bhi wahi sham hai wahi savera Aisa desh hai mera Jaisa desh hai tera Aisa desh hai mera Ho aisa desh hai mera Dharti sunhari ambar neela Har mausam rangeela Aisa desh hai mera Haa aisa desh hai mera Bole papiha koyal gaaye Sawan ghir ghir aaye Aisa desh hai mera Ho aisa desh hai mera
Songwriter/Composer Javed Akhtar, Madan Mohan
Album/Movie/Genre Veer Zaara
Views: Today 1 | Total 2