Menu Close

Pal Pal Dil Ke Paas – BLACKMAIL

guitarist2
Photo by Ariyo Aanu on Unsplash
Em  D   C      Am   C         G
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
G      D      Bm    Am           G
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Em      C      Am   D         G
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
 
    Em                     C
Har shaam aankhon par tera aanchal lehraye
    D           C     Am       G
Har raat yaadon ki baarat le aaye
G                         Em
Main saans leta hoon teri khushboo aati hai
   C                 G
Ek mehka mehka sa paigaam laati hai
     Bm             C        Am         G
Mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai
 
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
 
Kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein
Jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein
Ye kaisa rishta hai yeh kaise sapne hai
Begane hokar bhi kyu lagte apne hai
Main socch main rehta hoon dar dar ke kehta hun
 
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
 
Tum sochogi kyon itna main tumse pyaar karoon
Tum samjhogi deewana mein bhi iqraar karoon
Dewaanon ki yeh baatein deewane jaante hain
Jalne mein kya mazaa hai parwane jaante hain
Tum yunhi jalate rehna aa aakar khabon mein
 
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Pal pal dil ke paas... tum rehti ho

Songwriter/Composer Rajendra Krishna, Kalyanji-Anandji
Album/Movie/Genre Blackmail

Please rate the chords
Bookmark
Print Friendly, PDF & Email

Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY

Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.

Page hits: 61

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

12 + 10 =