CHANGE THEME
SONGS
Hindi Malayalam EnglishOTHER PAGES
CommentsSONGLIST (Hindi)
Gb B
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Gb B
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Ebm Bbm
Ae thahar thahar ye suhaani si dagar
B Db
Jara dekhan de dekhan de
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
Kahi gaye jo thahar din jaayega guzar
Gaadi haakan de, haakan de
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein
Gb B
Pehli baar hum nikale hai ghar se
Dbm Abm Gb
Kisi anjaane ke sang ho
B
Anjaane se pehchaan badhegi toh
Dbm Abm Gb
Mehak uthega tora ang ho
Dbm E B Gb
Mehak se tu kahin behak na jaana
Dbm E B Gb
Mehak se tu kahin behak na jaana
Ebm Abm B
Na karna mohe tang ho
Kaun disa mein...
Tang karne ka tose naata hai guzariya
Tang karne ka tose naata hai guzariya
Ae thahar thahar ye suhaani si dagar
Jara dekhan de, dekhan de
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein leke
Kitni door abhi kitni door hain
Ae chandan tora gaanv ho
Jitna apna lagne lage jab
Koi bulaye leke naam ho
Naam na le toh kya keh ke bulaaye
Naam na le toh kya keh ke bulaaye
Kaise chalaaye kaam ho
Kaun disa mein...
Saathi mitwa ya anaadi kahu goriya
Saathi mitwa ya anaadi kahu goriya
Kahin gaye jo thahar din jaayega guzar
Gaadi haakan de, haakan de
Kaun disa mein leke chala re batuhiya
Kaun disa mein leke
Kaun disa mein...
Yeh Gunja us din tori sakhiya
Karti thi kya baat ho
Kehti thi tore saath chalan ko
To aa gaye hum tore saath ho
Saath adhura tab tak jab tak
Saath adhura tab tak jab tak
Poore na ho phere saat
Kaun disa mein...
Ab hi toh hamari hai baali re umariya
Ab hi toh hamari hai baali re umariya
Ae thehar thehar yeh suhaani si dagar
Jara dekhan de, dekhan de
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
Kahin gaye jo thehar din jaayega guzar
Gaadi haakan de, dekhan de
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
Mann bharmaye naina bhandhe ye dagariya
Movie/Album: Nadiya Ke Paar
Lyrics: Ravindra Jain
Music: avindra Jain
Language: Hindi
Original Scale: G Major
Views: 43 times
Today's Page Hits: 404
Total Page Hits: 27222
Today's Site Hits: 493
Total Site Hits: 35465
Leave a Comment
Comments
No comments yet. Be the first to comment!