Menu Close

Pehla Nasha – JO JEETA WOHI SIKANDAR

To play in D place capo on 4th fret.

F#                 B
  Chaahe tum kuchh na kaho
F#                F# B  F#
  Maine sun liya [SINGLE DOWNSTROKES]
          C#       F#
Ke saathi pyaar ka   mujhe chun liya
C#
Chun liya maine sun liya

F# D#m B  C#

F#               C#
  Pehla nasha pehla khumar
F#                   C#
  Naya pyar hai naya intezar
   B                  F#
Karloon main kya apna hal
C#
Ay dil-e-beqarar
B              F#
Mere dil-e-beqarar
        C#
Tu hi bata

F#          B         C#          F#
Udta hee phiroon in hawaon mein kahin
F#            B           C#          F#
Ya mein jhool jaoon in ghataon mein kahin
A            B           F#
  Ik kardoon asman aur zameen
A             B                G#m  B  C#
  Kaho yaaron kya karoon kya nahin [SINGLE DOWNSTROKES]

Pehla nasha pehla khumar
Naya pyar hai naya intezar
Karloon main kya apna hal
Ay dil-e-beqarar
Mere dil-e-beqarar
Tu hi bata

Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya woh hazaaron rang ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome woh mujhe pyaar se

Pehla nasha pehla khumar
Naya pyar hai naya intezar
Karloon main kya apna hal
Ay dil-e-beqarar
Mere dil-e-beqarar
Tu hi bata

Songwriter/Composer Majrooh Sultanpuri, Jatin-Lalit
Album/Movie/Genre Jo Jeeta Wohi Sikandar


Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Views: Today 1 | Total 31

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *