C#m Yeh raat bheegi bheegi B F#m Yeh mast fizaayein B C#m Utha dheere dheere F#m G# Woh chaand pyara pyara C#m Kyun aag si laga ke B F#m Gumsum hai chandni B C#m Sone bhi nahi deta F#m C#m Mausam ka yeh ishara G# G#7 Ithlaati hawa neelam sa gagan A C#m Kaliyon pe ye behoshi ki nami G# G#7 Aise mein bhi kyun bechain hai dil A C#m Jeevan mein na jaane kya hai kami Kyun aag si laga ke Gumsum hai chandni Sone bhi nahi deta Mausam ka yeh ishara Yeh raat bheegi bheegi Yeh mast fizaayein Utha dheere dheere Woh chaand pyara pyara Jo din ke ujaale mein na mila Dil dhoondhe aise sapne ko Iss raat ki jagmag mein doobi Main dhoondh rahi hoon apne ko Yeh raat bheegi bheegi Yeh mast fizaayein Utha dheere dheere Woh chaand pyara pyara Kyun aag si laga ke Gumsum hai chandni Sone bhi nahi deta Mausam ka yeh ishara Aise mein kahin kya koi nahi Bhoole se jo humko yaad kare Ikk halki si muskaan se jo Sapnon ka jahan aabaad kare Yeh raat bheegi bheegi Yeh mast fizaayein Utha dheere dheere Woh chaand pyara pyara Kyun aag si laga ke Gumsum hai chandni Sone bhi nahi deta Mausam ka yeh ishara
Songwriter/Composer Shailendra, Shankar-Jaikishan
Album/Movie/Genre Chori Chori
Views: Today 1 | Total 28