Bm F# Jeet jayenge hum Bm F# Jeet jayenge hum Bm Tu agar sang hai G Bm Zindagi har kadam ek nayi jung hai G Bm Zindagi har kadam ek nayi jung hai Bm A G Bm Tune hi sajaaye hai mere hothon pe ye geet A G Bm Tune hi sajaaye hai mere hothon pe ye geet A G Bm Teri preet se mere jeevan me bikhra sangeet A G Bm Mera sab kuch teri den hai mere mann ke meet F# Bm Main hu ek tasveer tu mera roop rang hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Bm A G Bm Hausla na chhod kar saamnaa jahaan ka A G Bm Hausla na chhod kar saamnaa jahaan ka A Em Bm Wo badal raha hai dekh rang aasmaan ka G Bm Rang aasmaan ka F# Bm Ye shikast ka nahi ye fateh ka rang hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Bm A G Bm Roz kaha dhoondenge ye suraj chaand sitaaron ko D A G Bm Aag laga kar hum roshan kar lenge andhiyaaron ko F# Ghum nahi jab talak dil me ye umang hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Jeet jayenge hum jeet jayenge hum Tu agar sang hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai Zindagi har kadam ek nayi jung hai
Songwriter/Composer Anand Bakshi, Laxmikant-Pyarelal
Album/Movie/Genre Meri Jung
Views: Today 1 | Total 28