Menu Close

Aa Chal Ke Tujhe Main Le Ke Chaloon – DOOR GAGAN KI CHHAON MEIN

pexels stephen niemeier 41498
E
Aa chal ke tujhe, main le ke chaloon
                   B
Ek aise gagan ke taley
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho
                      E
Baas pyaar hi pyaar paley
Ek aise gagan ke taley

E
Sooraj ki pehli kiran se
Aashaa ka saveera jaage
    A              B
Chanda ki kiran se dhulkar
                 E
Ghanghor andhera bhaage

Kabhi dhoop khile, kabhi chaaon mile
Lambi si dagar na khaley
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho
Bas pyaar hi pyaar paley
Ek aise gagan ke taley

Jahaan door nazar daudaayein
Aazaad gagan lahraaye
Jahaan rang birange panchhi
Aashaa ka sandesaa laayen

Sapno me pali, hansti ho kali
Jahaan shaam suhaani dhaley
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho
Baas pyaar hi pyaar paley

Aa chal ke tujhe, main le ke chaloon
Ek aise gagan ke taley
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho
Baas pyaar hi pyaar paley
Ek aise gagan ke taley
Ek aise gagan ke taley
Ek aise gagan ke taley

Songwriter/Composer Kishore Kumar
Album/Movie/Genre Door Gagan Ki Chhaon Mein

Please rate the chords
Print Friendly, PDF & Email
Bookmark
ClosePlease loginn

Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY

Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.

Page hits: 73

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *