Gm Cm Bb Hmm... Chingari koi bhadke Gm Chingari koi bhadke Cm Bb To sawan use bujhaye Fm Gm Sawan jo agan lagaye Bb Gm Use kaun bujhaye Ho use kaun bujhaye Gm Patjhad jo baag ujade Cm Bb To baag bahar khilaye Fm Gm Jo baag bahar ujade Bb Gm Use kaun khilaye Bb Gm Ho use kaun khilaye Gm Humse mat puchho kaise Cm Mandir toota sapno ka Ab Bb Logon ki baat nahi hai Gm Ab Gm Ye kissa hai apno ka Gm Koi dushman thes lagaye Cm Bb To meet jiyaa behlaaye Fm Gm Manmeet jo ghaav lagaye Bb Gm Use kaun mitaaye Bb Gm Ho use kaun mitaaye Na jaane kya ho jata Jane hum kya kar jate Peete hai to zinda hai Naa peete to mar jate Duniya jo pyaasa rakhe To madiraa pyaas bujhaye Madiraa jo pyaas lagaye Use kaun bujhaaye Ho use kaun bujhaaye Mana toofan ke aage Nahi chalta jor kisi ka Maujo ka dosh nahin hai Ye dosh hai aur kisi ka Majhdaar mein naiyya dole To manjhi paar lagaye Manjhi jo naav duboye Use kaun bachaye Ho use kaun bachaye Chingari koi bhadke...
Songwriter/Composer Anand Bakshi, R D Burman
Album/Movie/Genre Amar Prem
Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY
Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.
Page hits: 120