Menu Close

Jab Hum Chhote Hote Thhay – LUCKY ALI

Em             G          Em
Jab hum chhote hote thhay
Am            Em
Socha thha ye aisa hoga
Am                           Em
Ye zamana kyon aisa hai meri jaan
Em          G       Em
Ab hum bade ho gaye
Am           Em
Dekha hai ye aisa hai
Am                           Em
Ye zamana kyon aisa hai meri jaan
C              D  C                   D
  Raaste hai wohi    hay to pyar ki kami
Em                D           C
  May jo dhundtha hun milay kahan
Em
  Ye hai tho ik bahana bahana
Am
  Sab ko kuch na kuch kar kay dikhana
Em
  Gulshano ki kami hay kami hay
Am
  Zindagi kanton say bhari hay
C                    D  C               D
  Nafraten bhi han yahi   aur pyar ki kami
Em                  D       C   Em
  Rahi dhoonday kya tu ab yahan

Badlay mausam badlay hum
Jaane aur anjaane ho gaaye
Jaan kar hum ho gaye anjaan
Josh ziyada hosh kum
Hairan hen pareshaan hen
Qayamat nahi to ye kya hay maeri jaan
Ye zami ye aasman phir milenge do jahan
Banega phir say naya ashiyan
Imtihaan ki ghadi hay sahi hay
Jaise ye din raat say judi hai
Jisnay jaana usi nay pehchaana
Sada ye dil ki sabhi nay suni hai
Raastay khulay nahi hay nai ye zindagi
Raahi chal diya tu ab kahan

Songwriter/Composer Syed Aslam Noor, Lucky Ali
Album/Movie/Genre Sunoh

Page hits: 7

Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading