Menu Close

Aadmi Musafir Hai – APNAPAN

Bb                               F
Aadmi musafir hai aata hai jaata hai
                 Bb           F       Bb
Aate jaate raste mein yaadein   chhod jaata hai

Bb             Eb       Bb
Jhonka hawa ka paani ka rela
               Eb       Bb
Jhonka hawa ka paani ka rela
          Eb     Bb
Mele mein reh jaaye jo akela
                 Eb       Bb
Mele mein reh jaaye jo akela
          F       Eb     Bb
Phir woh akela hi reh jaata hai

Aadmi musafir hai...

Kab chodta hai ye rog ji ko
Kab chodta hai ye rog ji ko
Dil bhool jaata hai jab kisi ko
Dil bhool jaata hai jab kisi ko
Wo bhoolkar bhi yaad aaata hai

Adami musafir hai...

Kya saath laye kya chhod aaye
Kya saath laye kya chhod aaye
Raste me ham kya chhod aaye
Raste me ham kya chhod aaye
Manzil pe jaake yaad aata hai

Adami musafir hai...

Jab dolati hai jeevan ki naiya
Jab dolati hai jeevan ki naiya
Koi to ban jaata hai kivaiya
Koi to ban jaata hai kivaiya
Koi kinare pe hi dub jaata hai

Adami musafir hai...

Songwriter/Composer Anand Bakshi, Laxmikant-Pyarelal
Album/Movie/Genre Apnapan


Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Views: Today 1 | Total 35

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *