Menu Close

Aankhon Ki Gustakhiyan – HUM DIL DE CHUKE SANAM

Bm         D       G        D
Aankhon ki gustakhiyan maaf ho
Bm               G       D        F#
Ho... aankhon ki gustakhiyan maaf ho
Bm
Ik tuk tumhein dekhti hain
                  G
Jo baat kehna chaahe zubaan
              Bm
Tumse yeh woh kehti hai

Bm         D         E       Bm
Aankhon ki sharm-o-haya maaf ho
Bm      G    Em
Tumhein dekh ke jhukti hain
Bm
Uthi aankhein jo baat na keh sakeen
Em                 Bm
Jhuki aankhein woh kehti hain

Bm                     G           D    F#
Aankhon ki, aankhon ki gustakhiyan maaf ho

Bm
Kajal ka ik til
Bm
Tumhaare labon pe laga loon
Bm
Haan chanda aur suraj ki
D         Bm
Nazron se tumko bacha loon
Bm  Em
O.. palkon ki chilman mein
G        Bm
Aao main tumko chhupa loon
Bm          G      D       Bm
Khyaalon ki yeh shokhiyaan maaf hon
Bm
Hardam tumhein sochti hain
F#                 G
Jab hosh mein hota hai jahan
Bm
Madahosh yeh karti hain
Bm                 E        Bm
Aankhon ki sharm-o-haya maaf hon

Bm
Yeh zindagi aapki hi amaanat rahegi
Bm
Dil mein sada aapki hi muhabbat rahegi
Em                  G           Bm
In saanson ko aapki hi zaroorat rahegi
Bm                  D     E
Haan is dil ki nadaaniyan maaf hon
Bm       G     Em
Yeh meri kahan sunti hain
Bm                       Em
Yeh pal pal jo hoti hain bekal sanam
Em            B
To sapne naye bunti hain

Bm                            G           D    F#
Hmm... aankhon ki, aankhon ki gustakhiyan maaf ho
Bm       E           Bm
Sarmo hayan hu hu hu maaf ho

Songwriter/Composer Mehboob, Ismail Darbar
Album/Movie/Genre Hum Dil De Chuke Sanam


Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Views: Today 1 | Total 26

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *