Imaandaar - Aur Iss Dil Mein Kya Rakhha Hai Tera Hi Dard - Suresh Wadker
F# Bm Aur is dil me kya rakha hai F# Bm F# Tera hi dard chhupa rakha hai Bm Chir ke dekhe dil mera toh F# Bm F# Tera hi nam likha rakha hai F# Pyar ke afasane sune thhe logo se E F# Pyar kya hota hai, yeh tune samjhaya Mila dil tujh se to, khwab dekhe aise E F# Junun jane kaisa, jawan dil pe chhaya Dil me aisa dard uthha Bm dil ho gaya diwana F# Dil ho gaya diwana F# Bm Diwano ne iss duniya me F# Bm F# Dard kaa nam dawa rakha hai Nigaho me meri ye surat hai teri Zindagi ye meri amaanat hai teri Dhadakte seene me mohabbat hai teri Mohabbat ye teri, ibaadat hai meri Tere siwa kuchh yaad nahi hai Tu hi tu dil me Tu hi tu dil me Dil ne yar kee puja kee hai Pyar kaa naam khuda rakha hai
Songwriter/Composer Prakash Mehra, Kalyanji-Anandji
Album/Movie/Genre Imandaar
Place capo on 2nd fret to play the song in E.
Views: Today 1 | Total 36