Menu Close

Chand Jaise Mukhde Pe – SAAWAN KO AANE DO

Chand Jaise Mukhde Pe | Lyrical Song | Sawan Ko Aane Do | K.J Yesudas | Arun Govil, Zarina Wahab
F#              G#m    F#          Db    F#
Sab tithiyan ka chandrama jo dekha chaho aaj
              G#m    Db      B    F#
Dheere dheere ghoonghta sarkao sartaaj
B     G#m
Ho... oh
Db    F#
Ho... oh

F#          B         F#          Db
Chand jaise mukhde pe bindiya sitara
F#         B         Db                     F#
  Nahi bhoolega meri jaan yeh sitara, woh sitara
           Db
Maana teri nazron mein
F#              G#m       Db
  Main hoon ek awara, ho awara
F#         B         Db                   F#
  Nahi bhoolega meri jaan yeh awara, woh awara
F#          B         F#          Db   F#
Chand jaise mukhde pe bindiya sitara --ho

F#    Bbm    F#      Db    B               F#
Sagar sagar     moti milte   parbat parbat paras
        Bbm  F#        Db    B              F#
Tan man aise    bheeje jaise   barse mahuve ka ras
                 B
Arre kastoori ko khojta phirta
F#           G#m         Db
  Hai yeh banjara, ho banjara
F#         B         Db                      F#
  Nahi bhoolega meri jaan yeh banjara woh banjara
F#          B         F#          Db   F#
Chand jaise mukhde pe bindiya sitara --ho

Kajrare chanchal nainon mein suraj, chaand ka dera
Roop ke is paavan mandir mein hansa kare basera
Pyase geeton ki Ganga ka
Tu hi hai kinara, ho kinara
Nahi bhoolega meri jaan yeh kinara, woh kinara

Chand jaise mukhde pe bindiya sitara
Nahi bhoolega meri jaan yeh sitara, woh sitara
Maana teri nazron mein
Main hoon ek awara, ho awara
Nahi bhoolega meri jaan yeh awara, woh awara
Chand jaise mukhde pe bindiya sitara ho

Songwriter/Composer P Pankaj, Rajkamal
Album/Movie/Genre Saawan Ko Aane Do


Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Views: Today 1 | Total 23

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *