Menu Close

Inteha Ho Gayi – SHARAABI

Inteha Ho Gayi Intezaar Ki (Cover)| Kishore Kumar | Asha Bhosle - Vaibhavi Doshi
Em
Inteha ho gayi intezaar ki
Aayi na kuchh khabar mere yaar ki
      Am         D        Am        D   Em
Yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin
       F#      B            Em
Phir wajah kya hui intezaar ki

Em
Baat jo hai uss mein baat
C                        D
Woh yahaan kahin nahin kissi mein
Woh hai meri bas hai meri
Bm         B         Em
Shor hai yahi gali gali mein
Saath saath hai woh mere
C                            D
Gham mein meri dil ki har khushi mein
Zindagi mein woh nahin toh
Bm              B         Em
Kuchh nahin hai meri zindagi mein
Em            D         C       Em
Bujh na jaaye yeh shama aitbaar ki

Inteha ho gayi intezaar ki...

Em           F#     B7      Em
Ho oooo mere sajana lo main aa gayi
Em                      F#
Logon ne toh diye honge bade bade nazaraane
B7                       Em
Layi hoon main tere liye dil mera
                    F#
Dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa
B7                    Em
Mera hai mera hi rahe dil tera
      C       D      Em
Yeh meri zindagi hai teri
Em      F#
Tu mera sapana
B7         Em
Main tujhe paa gayi
Em           F#     B7      Em
Ho oooo mere sajana lo main aa gayi

Gham ke andhere dhale bujh gaye sitaaren bhale
Dekha tujhe toh dilon mein jaan aayi
Honton pe taraane saje armaan deewane jage
Baahon mein aake tu aise sharmaayi
Chaa gayi phir wohi bekhudi

Woh ghadi kho gayi intezaar ki
Aa gayi rutt haseen hasl-e-yaar ki
Yeh nasha yeh khushi ab na kam ho kabhi

Umra bhar na dhale raat pyaar ki

Songwriter/Composer Anjaan, Bappi Lahiri
Album/Movie/Genre Sharaabi


Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Views: Today 1 | Total 36

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes | Guitar Chords & Tabs

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading