Menu Close

Khullam Khulla Pyaar Karenge – KHEL KHEL MAY

F              C7            F
Khullam khulla pyaar karenge hum dono
                 C7          F
Iss duniyaa se nahin Darenge hum dono

     F                    C7
Haan pyaar ham karte hain chori nahin
F                  C7
Mil gaye dil joraa-jori nahin
F              C7
Ham vo karenge dil jo kahe,
F       C7       F
Hamko zamaane se kyaa

Khullam khullaa pyaar karenge...

F        C7       Bb                      F
Ey, dekh vo, ishq chhup-chhup ke farmaa rahe hain
           Eb                                F
Hai kyaa mazaa, dil hi dil mein to ghabraa rahe hain
                  C7
Lagtaa hai dono padosi hain vo
F                    C7
Rishtaa hi aisaa hai jaane bhi do
F              C7
Ham vo karenge dil jo kahe,
F       C7       F
Hamko zamaane se kyaa

Khullam khullaa pyaar karenge...

Ey, sun zaraa, ye bhi jodi hai kaisi niraali
Hai saath kyaa, pichhe laalaa chale aage laali
Dono mein shaayad banti na ho
Apni tarah in mein jamti na ho
Ham vo karenge dil jo kahe
Hamko zamaane se kyaa

Arey dhat! Khullam khullaa pyaar karenge...

Ey, bolo na pyaar kaa hai ye dushman zamaanaa
Arey sun haan bataa sabko miltaa nahin ye khazaanaa
Jinko aji ye khazaanaa mile
Dekh dekh unko ye duniyaa jale
Ham vo karenge dil jo kahe
Hamko zamaane se kyaa, oo

Khullam khullaa pyaar karenge...

Songwriter/Composer Gulshan Bawra, R D Burman
Album/Movie/Genre Khel Khel May

Page hits: 12

Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading