Menu Close

Maa – TAARE ZAMEEN PAR

C             F      C
Main Kabhi Batlata Nahin
G              F               C
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
                F      C
Yun To Main Dikhlata Nahin
G            F               C
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
      F          G           C
Tujhe Sab Hain Pata  Hain Na Maa
      F          G        C
Tujhe Sab Hain Pata  Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa

C               E7
  Jab Bhi Kabhi    Papa Mujhe
Am          Fm        Ab        C
  Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
C            E7
  Meri Nazar    Dhoondhe Tujhe
Am           Fm       Ab       C
  Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata  Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata  Meri Maa

Songwriter/Composer Prasoon Joshi, Shankar-Ehsaan-Loy
Album/Movie/Genre Taare Zameen Par

Page hits: 10

Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading