MAIN ZINDAGI KA SAATH AND KABHI KHUD- RAFI -SAHIR - JAIDEV -HUM DONO ( 1961)
F Bb C F Main zindagi ka saath nibhata chala gaya Bb C F Har fikr ko dhuen mein udata chala gaya Bb C Har fikr ko dhuen mein uda F Eb F Barbadiyon ka sog manana fizool tha Barbadiyon ka sog manana fizool tha Manana fizool tha Bb C F Barbadiyon ka jashn manata chala gaya Bb C F Barbadiyon ka jashn manata chala gaya Bb C Har fikr ko dhuen mein uda Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya Muqaddar samajh liya Jo kho gaya main usko bhulata chala gaya Jo kho gaya main usko bhulata chala gaya Har fikr ko dhuen mein uda Gham aur khushi mein fark na mehsoos ho jahan Gham aur khushi mein fark na mehsoos ho jahan Na mehsoos ho jahan Main dil ko us makaam pe lata chala gaya Main dil ko us makaam pe lata chala gaya Main zindagi ka saath nibhata chala gaya Har fikr ko dhuen mein udata chala gaya
Songwriter/Composer Sahir Ludhianvi, Jaidev
Album/Movie/Genre Hum Dono
Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY
Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.
Page hits: 172