D A Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune G D Sapne surile sapne A D Kuchh hanste kuchh gam ke G A D G A Teri aankhon ke saaye churaye rasili yaadon ne D A O Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune G D Sapne surile sapne D Chhoti baatein Chhoti chhoti baaton ki hain yaadein badi G A Bhoole nahi beeti huyi ek chhoti ghadi D C Janam janam se ankhein bichhayin G A Tere liye in rahon mein D A O Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune G D Sapne surile sapne Roothi raatein Roothi huyi raaton ko manaaya kabhi Tere liye meethi subah ko bulaaya kabhi Tere bina bhi tere liye hi Diye jalaye aahon ne O maine tere liye hi saat rang ke sapne chune Sapne surile sapne Bhole bhaale Bhole bhaale dil ko behlate rahe Tanhayi mein tere khayalon ko sajate rahe Kabhi kabhi to awaaz dekar Mujhko jagaya khwaabon ne O maine tere liye hi saat rang ke sapne chune Sapne surile sapne O maine tere liye hi saat rang ke sapne chune Sapne surile sapne Kuchh hanste kuchh gam ke Teri aankhon ke saaye churaye rasili yaadon ne O maine tere liye hi saat rang ke sapne chune Sapne surile sapne
Songwriter/Composer Gulzar, Saleel Chowdhury
Album/Movie/Genre Anand
Views: Today 1 | Total 35