Menu Close

Dil Ki Nazar Se – ANARI

Guitar Chords
Fm
Dil ki nazar se, nazaron ki dil se
F
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Bb           Fm     C
Koi hamein bataa de

Seene se uthkar, honton pe aaya
yye geet kiska, ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de, dil ke nazar se

Fm
Kyon bekhabar
                             Eb
Yoon kheenchi si chali jaa rahi main
Ye kaun se
               Fm
Bandhanon mein bandhi jaa rahi main
Kuch kho raha hai, Kuch mil raha hai
F
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Bb           Fm     C
Koi hamein bataa de

Dil ki nazar se...

Ham kho chale
Chaand hai ya koi jaadugar hai
Yaa, madbhari
Ye tumhari nazar ka asar hai
Sab kuch hamara, ab hai tumhara
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de, dil ki nazar se

Dil ki nazar se...

Aakaash mein
Ho rahen hain ye kaise ishaare
Kya, dekh kar
Aaj hain itne khush chaand taare
Kyon tum paraaye, dil mein samaaye
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de

Dil ki nazar se...

Songwriter/Composer Shailendra, Shankar-Jaikishan
Album/Movie/Genre Anari

Songwriter/Composer Shailendra, Shankar-Jaikishan
Album/Movie/Genre Anari

Please rate the chords
Bookmark
Print Friendly, PDF & Email

Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY

Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.

Page hits: 186

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *