Menu Close

Kuch Na Kaho – 1942 A LOVE STORY

guitar 16
Eb         Bb                Eb
Kuchh Na Kaho Kuchh Bhi Na Kaho
           Bb                Eb
Kuchh Na Kaho Kuchh Bhi Na Kaho
       Ab            Eb
Kya Kehna Hai Kya Sunna Hai
         F              Eb
Mujhko Pata Hai Tumko Pata Hai
         F      Bb          Eb
Samay Ka Ye Pal    Thamsa Gaya Hai
       Bb       Ab      Eb
Aur Is Pal Mein   Koi Nahin Hai
       Bb
Bas Ek Main Hoon 
       Eb
Bas Ek Tum Ho

Kuchh Na Kaho...

Bb
Kitne Gehre Halke Shaam Ke Rang Hai Chhalke
Eb                               Bb      Eb
Parvat Se Yoon Utre Baadal Jaise Aanchal Dhalke

Aur Is Pal Mein Koi Nahin Hai
Bas Ek Main Hoon 
Bas Ek Tum Ho
Kuchh Na Kaho Kuchh Bhi Na Kaho

Sulgi Sulgi Saansein Behki Behki Dhadkan
Mehke Mehke Shaam Ke Saaye Pighle Pighle Tanman

Aur Is Pal Mein Koi Nahin Hai
Bas Ek Main Hoon 
Bas Ek Tum Ho
Kuchh Na Kaho Kuchh Bhi Na Kaho

Kya Kehna Hai Kya Sunna Hai
Mujhko Pata Hai Tumko Pata Hai
Samay Ka Ye Pal Thamsa Gaya Hai
Aur Is Pal Mein Koi Nahin Hai
Bas Ek Main Hoon 
Bas Ek Tum Ho    

Songwriter/Composer Javed Akhtar, R D Burman
Album/Movie/Genre 1942 – A Love Story

Please rate the chords
Bookmark
Print Friendly, PDF & Email

Download FREE GUITAR CHORDS DICTIONARY

Confused about a chord? Try the chord families page, or the guitar chords dictionary.
How to transpose the chords? Major scales can be transposed by simply selecting the desired note given above the song. To transpose a minor scale select the note of the relative major scale.

Page hits: 108

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *