F C7 Yeh jo thode se hain paise F C7 F Kharch tum par karoon kaise C7 Yeh jo thode se hain paise F C7 F Kharch tum par karoon kaise F Bb Agar kahin ek dukaan hoti C F Jahan pe milte gagan ke taare Bb Main saare taare khareed leta C F Tumhare aanchal mein taang deta C Bb Magar kya karoon main G F Ke yeh jaanta hoon C7 Taare milte nahi aise F Taare milte nahi aise Yeh jo thode se hain... Agar kahin ek dukaan hoti Jahan pe milte haseen sapne Main saare sapne khareed laata Tumhari palkon pe main sajata Magar kya karoon main Ke yeh jaanta hoon Sapne milte nahi aise Sapne milte nahi aise Yeh jo thode se hain... F Bb Main jaanta hoon main jaanta hoon C F Kahan yeh paise kahan mohabbat Bb C F Kahan yeh zarre kahan woh parvat Bb Kahan yeh kaagaz ki ek naav C F Kahan woh jazbaat ka bahaav C Bb Yeh sach hai magar phir bhi G F Main sochta hoon Yeh jo thode se hain...
Songwriter/Composer Javed Akhtar, Rajesh Roshan
Album/Movie/Genre Papa Kahte Hain
Views: Today 1 | Total 55