F#m Bm F#m Hmm... Chingari koi bhadke F#m Chingari koi bhadke Bm Em To sawan use bujhaye F#m D Sawan jo agan lagaye F#m Use kaun bujhaye Ho use kaun bujhaye Patjhad jo baag ujade To baag bahar khilaye Jo baag bahar ujade Use kaun khilaye Ho use kaun khilaye F#m Humse mat puchho kaise Bm Mandir toota sapno ka D Logon ki baat nahi hai F#m Ye kissa hai apno ka Koi dushman thes lagaye Bm Em To meet jiyaa behlaaye F#m D Manmeet jo ghaav lagaye F#m Use kaun mitaaye Ho use kaun mitaaye Na jaane kya ho jata Jane hum kya kar jate Peete hai to zinda hai Naa peete to mar jate Duniya jo pyaasa rakhe To madiraa pyaas bujhaye Madiraa jo pyaas lagaye Use kaun bujhaaye Ho use kaun bujhaaye Mana toofan ke aage Nahi chalta jor kisi ka Maujo ka dosh nahin hai Ye dosh hai aur kisi ka Majhdaar mein naiyya dole To manjhi paar lagaye Manjhi jo naav duboye Use kaun bachaye Ho use kaun bachaye Chingari koi bhadke...
Songwriter/Composer Anand Bakshi, R D Burman
Album/Movie/Genre Amar Prem
Views: Today 1 | Total 23