Menu Close

Puchho Na Yaar Kya Hua – ZAMAANE KO DIKHANA HAI

F                      Bb
  Puchho na yaar kya hua
Gm         C          F
  Dil ka karaar kya hua
          Bb        Gm
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
        Bb   Gm   F
Jaane humara aage kya hoga
Puchho na yaar kya hua

F              Am
Humko mil gayi duniya pyar ki
F          C  Gm         F
Maana ho gaye tum mere apne
F                   Am
Phir bhi yeh sawal, dil mein yeh khayal
F            C   Gm         F
Na hon yeh kahin door ke sapne
                       Bb
Ho yeh abki baar kya hua
Gm         C          F
  Dil ka karaar kya hua
F         Bb        Gm
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
        Bb   Gm   F
Jaane humara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya...

Apane paas kya, aramaan ke siwa
Yun to main tumhe aur kya dungi
Jo bhi hai mera, main aur mera pyaar
Tum pe ek baar, sab luta dungi
Chaahoge to main, dekhungi tumhe
Kah doge to phir, sar jhuka lungi
Haay dildaar kya hua, dil ka karaar kya hua

Chhodo jaane jaan, tum bhi ho kahaan
Ghabaraate nahin ham jamaane se
Dekho to idhar, kiska hai jigar
Ulajhe aapke is diwaane se
Ulajhe hazaar kya hua
Aye mere pyaar kya hua
Apani khushi hogi, ye zindagi hogi
Isake siwa aur aage kya hoga

Songwriter/Composer Majrooh Sultanpuri, R D Burman
Album/Movie/Genre Zamaane Ko Dikhana Hai


Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Views: Today 1 | Total 31

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes | Guitar Chords & Tabs

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading