D A Zindagi ke safar mein G A D Guzar jaate hain jo makaam Em Woh phir nahi aate A D Woh phir nahi aate D A D A D Phool khilte hain, log milte hain A D A D Phool khilte hain, log milte hain magar G D Patjhad mein jo phool murjha jaate hain G D Woh baharon ke aane se khilte nahi Kuchh log ek roz jo bichhad jaate hain G D Woh hazaron ke aane se milte nahi Umra bhar chaahe koyi Pukara kare unaka naam Woh phir nahi aate Woh phir nahi aate Ankh dhokha hai, kya bharosa hai Ankh dhokha hai, kya bharosa hai suno Doston shaq dosti ka dushman hai Apne dil mein ise ghar banane na do Kal tadapna pade yaad mein jinki Rok lo rooth kar unko jaane na do Baad mein pyar ke Chaahe bhejo hazaron salam Woh phir nahi aate Woh phir nahi aate Subah aati hai, raat jaati hai Subah aati hai, raat jaati hai yoon hi Waqt chalta hi rehta hai rukta nahi Ek pal mein yeh aage nikal jaata hai Aadmi theek se dekh paata nahi Aur parde pe manzar badal jaata hai Ek baar chale jaate hain Jo din-raat, subah-shaam Woh woh phir nahi aate Woh phir nahi aate Zindagi ke safar mein Guzar jaate hain jo makaam Woh phir nahi aate Woh phir nahi aate
Songwriter/Composer Anand Bakshi, R D Burman
Album/Movie/Genre Aap Ki Kasam
Views: Today 1 | Total 41