C
Uthe sabake kadam dekho ram pam pam
G
Aji aise geet gaayaa karo
Kabhi khushi kabhi Gham taraa ram pam pam
C G C
Haso aur hasaya karo
C
Wo pyaare din aur wo pyaari raate
F
Yaad hame hai wo mulaakaate
Nahi koi gham mujhe nahi hai gilaa
C
Zindagi ki raah me milaa hai jab se tu
Mere hamadam, Shabanam ham hai,
G
Aur tum sholaa ban jaayaa karo
Kabhi khushi kabhi gham Taraa ram pam pam
C G C
Haso aur hasaya karo
Rup nayaa hai rang nayaa hai
Jeene kaa to jaane kahaan dhag gayaa hai
Kise hai fikar, kise kyaa pasand
Pyaar ke jahaan me razaamand jab ham
Tum tum ham ban gaye hai sanam
Bedhadak, Mere ghar aayaa karo
Kabhi khushi kabhi gham taraa ram pam pam
Haso aur hasaya karo
Uthe sabake kadam...
Songwriter/Composer Amit Khanna, Rajesh Roshan
Album/Movie/Genre Baaton Baaton Mein
Search for Songs
Please try alternate spellings while searching for non-English songs.
Visited 1 times, 1 visit(s) today