Menu Close

Ek Ajnabi Hasina Se – AJNABI

       F         Bb          C7        F
Ek ajnabi hasina se yoon mulakaat ho gayi
                      Bb            C7        F
Phir kya hua ye na poocho kuch aisi baat ho gayi
       F         Bb          C7        F
Ek ajnabi hasina se yoon mulakaat ho gayi

F                                 Gm
Woh achanak aa gayi yoon nazar ke saamne
G             C           F
Jaise nikal aaya ghata se chaand
Bb                F
Chehre pe zulfein bikhri hui thhi
C        C7      F
Din mein raat ho gayi

Ek ajnabi hasina se...

Jaan-e-man jaan-e-jigar hotaa mein shaayar agar
Kehta ghazal teri adaaon par
Mainay ye kaha to mujhse khafa woh
Jaan-e-hayaat hoe gayi

Ek ajnabi hasina se...

Khubsoorat baat ye chaar pal ka saath ye
Saari umar mujhko rahega yaad
Main akela tha magar ban gai woh humsafar
Woh mere saath ho gayi

Ek ajnabi hasina se...

Songwriter/Composer Anand Bakshi, R D Burman
Album/Movie/Genre Ajanbi

Page hits: 4

Like our Facebook page to stay in touch.

Search for Songs

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Restless Notes

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading