Ye Shaam Mastaani
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Ye Shaam Mastaani
Lyrics
Anand Bakshi
Music
R D Burman
Album
Kati Patang
Language
Hindi
Original Scale
F Major
Views
1,155
Ye Shaam Mastaani
F Dm F
Ye shaam mastaani, madahosh kiye jaaye
Bb C F
mujhe door koi khinche, teri or liye jaaye
Bb F Bb F
Door rehati hai tu, mere paas aati nahin
Bb F Bb F
honthon pe tere, kabhi pyaas aati nahin
Gm C
Aisa lage jaise ke tu
G F
Hans ke zahar koi piye jaaye
Shaam mastaani...
Baat jab main karun, mujhe rok deti hain kyun
Teri meethi nazar, mujhe tok deti hain kyun
Teri hayaa, teri sharam
Teri kasam mere hoth siye jaaye
Shaam mastaani...
Ek ruthhi hui, taqadeer jaise koi
khaamosh aise hai tu, tasaweer jaise koi
teri nazar, ban ke zubaan
Lekin tere paigaam diye jaaye
Shaam mastaani...
Site
180
today
280.7K
all time
This page
49
today
73K
all time
