Ae Mere Udaas Man
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Ae Mere Udaas Man
Lyrics
Ravindra Jain
Music
Ravindra Jain
Album
Maan Abhimaan
Language
Hindi
Original Scale
F# Minor
Views
1,180
Ae Mere Udaas Man
F#m
Ae mere udaas man
A F#m
Chal donon kahin door chale
Bm A
Mere humdum teri manzil
F#m C#m F#m
Ye nahin ye nahin koi aur hai
A Bm
Is bagiya ka har phool
E D F#m
Deta hai chubhan kaanton ki
A Bm
Sapane ho jaate hain dhool
E D F#m
Kya baat kare sapanon ki
Bm A
Mere saathi teri duniya
F#m C#m F#m
Ye nahin ye nahin koi aur hai
Jaane mujhe se hui kya bhool
Jise bhul saka n koi
Pachhataawe ke ansu
Meri ankh bhale hi roi
O re pagale tera apana
Ye nahin ye nahin koi aur hai
Patthar bhi kabhi ek din
Dekha hai pighal jaate hain
Ban jaate hain shital nir
Jharanon men badal hote hain
Teri pida se jo pighale
Ye nahin ye nahin koi aur hai
Site
527
today
277.8K
all time
This page
136
today
72.3K
all time
