Pyar Ka Musafir
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Pyar Ka Musafir
Lyrics
Syed Aslam Noor
Music
Arif Dehlvi, Lucky Ali
Album
Lucky Ali
Language
Hindi
Original Scale
F Major
Views
1,149
Pyar Ka Musafir
F Bb C
F Bb C
May hoon pyar ka musafir
F Bb C
Dil khush hay aaj mera
F Bb C
Jahan milay mohabbat
F Bb C
Wahi mera basera
Mujh ko milay safar may
Kuch dhoop duch savera
Ye aarzoo hay paaoon
Kuch chhanv kuch savera
Gm
Manzilen meri dur hay kahi
Bb
Lagta nahi dil mera yahan
F Bb C
Mujhe jaane do wahan
Jahan hota ho savera
Khile gul milay dil tera
Na ho gam na dar kisi ka
Aur saathi hoga mera
Aisi hi khushi milay har kahi
Sambhalay kadam mere jahan
Mujhe jaane do wahan
Mujh ko to yeh yakin hay
Manzil mere kareeb hay
Jo dhoondhay mera dil
Aaas paas yahin kahin hay
Chahte meri poori ho gayi
Mil gaya mujhe wo aashiyan
Mujhe jaane do wahan
Site
536
today
277.9K
all time
This page
137
today
72.3K
all time
