Hoga Tumse Pyaara Kaun
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords of Hoga Tumse Pyaara Kaun
Movie/Album: Zamaane Ko Dikhaana Hai | Lyrics: Majrooh Sultanpuri | Music: R D Burman
Hoga Tumse Pyaara Kaun
F
Arrey hoga tumse pyaara kaun
Bb F
Humko to tumse hai
Fsus
Hey kanchan
F Eb F
Arrey hey kanchan pyaar
Arrey hoga tumse pyaara kaun
Bb F
Humko to tumse hai
Fsus
Hey kanchan
Hey kanchi
F Eb F
Ho pyaar
F
Ho oonche gharwaali ho
Eb
Ya galiyon ki rani
Bb Gm F Eb
Koyi ho tum rahti ho kahin
F
Tumse badhke yaaraa kaun
Bb F
Humko to tumse hai
Fsus
Hey kanchan
Hey kanchi
F Eb F
Ho pyaar
Ho dekho in aankhon mein
Ye soorat hai kiski
Ho ik nazar to dekho kam se kam
Aakhir hai hamaara kaun
Humko to tumse hai
Hey kanchan
Hey kanchi
Ho pyaar
Ho kahte ho ki jaao
Lekin batlaao
Ho jaayen bhi to jaayen hum kahaan
Aisaa dil kaa maaraa kaun
Humko to tumse hai
Hey kanchan
Hey kanchi
Ho pyaar
