Lyrics & Chords of Dil Aise Na Samajhana
Transpose and play
Lyrics & Chords of Dil Aise Na Samajhana
Lyrics: Syed Aslam Noor
pexels.com
Dil Aise Na Samajhana
G Cadd9
Dil aise na samajhana ki tu hay akela
G
Mushkil mod sahi
Cadd9
Hum rahay thhey kabhi na kabhi yahan par
G
Thhodi der aur sahi
G Cadd9 G
Kis pal aye hay phir kab jayenge
Cadd9 G
Kahnay sunnay aye thhay samajh ke jayenge
Cadd9
Mera na koi hay pata is jahan par
G
Yoon tho hay mera ye jahan
Cadd9 Bb
Laya kya maine kab mera he yahan par
Cadd9 G
Shayad ho pahalay se basta basa sab yahan
Ambar bhi faila he abbhi kahkasha par
Faila he dekho yahan wahan
Milke barasta ye chala hay jahan par
Kisi ke marzi hay ho tum aur hum bhi yahan
G Cadd9 G
Jab nahi thha jahan tab se hi koi yahan
Cadd9 G
To dil kyon na mil ke rahay waqt rahay na sada
Yoon guzar jayega
Cadd9
Mil ek sayen may mil rah jayengi yaaden do baaten
G
Jab chala jayega chala jeyaga
Sunnay wale ne kahnay wale ko wo baten batayin
Samajhanay walon ko
Taaray bhi kaise timtimathe raaton may
Koi na tanha hay wahan
Chalay ke jaate hain ye dil ko loobhake
Inhi ke jaate hi aaye savera yahan
Dil aise na samajhana...