Bhanware Ki Gunjan
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Bhanware Ki Gunjan
Lyrics
Hasrat Jaipuri
Music
Shankar-Jaikishan
Album
Kal Aaj Aur Kal
Language
Hindi
Original Scale
E Major
Views
1,159
Bhanware Ki Gunjan
E
Bhanware ki gunjan hai mera dil
Kabse sambhale rakha hai dil
B E
Tere liye, tere liye
B E
Tere liye, tere liye
E A
Mujhe kabse thi pyaar ki justaju
B E
Meri zindagaani mein hai tu hi tu
B E
Main aayaa hun duniya mein tere liye
A B E
Mere dil mein jhume teri aarzoo
Bhanware ki gunjan...
Gagan se bhi uncha mera pyaar hai
Tumhi par mitoongaa ye ikraar hai
Tu itna samajh le mere hamsafar
Tere pyaar mein mera sansaar hai
Bhanware ki gunjan...
Site
533
today
277.9K
all time
This page
136
today
72.3K
all time
