Lyrics & Chords of Wada Raha Sanam
Transpose and play
Lyrics & Chords of Wada Raha Sanam
Lyrics: Anwar Sagar
pexels.com
Wada Raha Sanam
Dm F G
Wada raha sanam honge judaa na hum
Dm C
Chaahe na chaahe zamaana
G Dm C
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
G Dm
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Dm G C
In waadiyon mein yoon hi milte rahenge
G C
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
Dm G C
In waadiyon mein yoon hi milte rahenge
G C F
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
G C F
Yeh manga hai duaon mein kami na ho wafaon mein
G C Gm F
Rahein teri nigahon mein Likho na yeh fizaon mein o saajna
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi
Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi
Dekho to kya nazaare hain
Tumhari tarah pyare hain
Hanso na mere liye tum
Sabhi to yeh tumhare hain o jaane jaan
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Wada raha sanam...