Papa Kehte Hain
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Papa Kehte Hain
Lyrics
Majrooh Sultanpuri
Music
Anand-Milind
Album
Qayamat Se Qayamat Tak
Language
Hindi
Original Scale
C Major
Views
1,159
Papa Kehte Hain
C Am F G
C G7
Papa kehte hain bada naam karega
C G7
Beta hamara aisa kaam karega
C Am F G7
Magar ye to koi na jaane ki meri manzil hay kahan
Papa kehte hain...
C Am
Baithhay hay mil kay sab yaar apne
F G7 C
Sabke dilon may arman ye hay
C Am F G
C Am
Wo zindagi may kal kya banega
F G7 C
Har ik nazar ka sapna ye hay
C G7
Koi engineer ka kaam karega
C G7
Business may apna koi naam karega
C Am F G7
Magar ye to koi na jaane ki meri manzil hay kahan
Papa kehte hain...
Mera to sapna hay ik chehra
Dekhe jo usko jhumay bahar Mera to sapna...
Banda ye khoobsurat kaam karega
Dil ki duniya may apna naam karega
Magar ye to koi na jaane ki meri manzil hay kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Site
760
today
279.2K
all time
This page
143
today
72.6K
all time
