Lyrics & Chords of Mausam Mastana Rasta Anjana
Transpose and play
Lyrics & Chords of Mausam Mastana Rasta Anjana
Lyrics: Gulshan Bawra
pexels.com
Mausam Mastana Rasta Anjana
F#m E D
Mausam mastana rasta anjana
F#m E D
Mausam mastana rasta anjana
F#m E D
Jaane kab kis mod pe ban jaaye
Db
Koyi afsana
F#m D
Ayi yei ya, ya ya ya
E F#m
La la la la la la la la...
F#m Db
Ho aajkal dil aksar
F#m
Machal machal jaaye
B F#m
Jab se aayi jawani bada tadpaye
E
Nahi bharosa iska kab ho jaaye kis ka
F#m E
Nahi bharosa iska kab ho jaaye kis ka
F#m E
Abhi talak to apna hai kab
D Db
ho jaaye begana
Ayi yei ya, ya ya ya
La la la la la la la la...
Mausam mastana...
Soch ke main ghabraun nayi nayi baatein
Aane hi wali hain pyar bhari raatein
Har koyi yeh jaane pyar karein deewane
Har koyi yeh jaane pyar karein deewane
Ek din to yeh hona hi hai
Phir kaisa ghabrana
Ayi yei ya, ya ya ya
La la la la la la la la...
Mausam mastana...