Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Lyrics
Indeevar
Music
Shyamal Mitra
Album
Amanush
Language
Hindi
Original Scale
D Major
Views
1,189
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
D C
Dil aisa kisi ne mera toda
D
Barbadi ki taraf aisa moda
Ek bhale manus ko
C
Amanush bana ke chhoda
D C
Dil aisa kisi ne mera toda
D
Barbadi ki taraf aisa moda
D C
Sagar kitna mere paas hai
G D
Mere jeevan mein phir bhi pyas hai
C
Hai pyas badi, jeevan thoda
D
Amanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne...
Kehte hain duniya ke raaste
Koyi manzil nahin tere waaste
Nakamiyon se naata mera joda
Amanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne...
Dhooba sooraj phir se nikle
Rehta nahin hai andera
Mera sooraj aisa rootha
Dekha na maine savera
Ujaalon ne sath mera chhoda
Amanush bana ke chhoda
Dil aisa kisi ne...
Site
321
today
280.4K
all time
This page
135
today
73K
all time

