Mere Rang May Rangne Wali
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Mere Rang May Rangne Wali
Lyrics
Asad Bhopali
Music
Raamlaxman
Album
Maine Pyaar Kiya
Language
Hindi
Original Scale
A Minor
Views
1,186
Mere Rang May Rangne Wali
Am Mere rang may rangne wali G Pari ho ya ho pariyon ki rani F E Ya ho meri prem kahani Am F Am Mere sawaalon ka jawab do G Am Do na C Bolo na kyon yeh chand sitare G Takte hain youn mukhde ko tumhare F Chuke badan ko hawaa kyon mehki G E Raat bhi hai kyon behki behki Am F Am Mere sawaalon ka jawab do G Am Do na Kyon ho tum sharmai hui si Lagti ho kuch ghabraayi hui si Dhalka hua sa aanchal kyon hai Yeh mere dil mein hulchul kyon hai Mere sawaalon ka jawab do Do na Dono taraf benaam si uljhan Jaise milein hoon dulhaa dulhan Dono ki aisi halat kyon hai Aakhir itni mohabbat kyon hai Mere sawaalon ka jawab do Do na
Site
314
today
280.4K
all time
This page
135
today
73K
all time
