Raat Shabnami
Transpose and play in any key
Lyrics & Chords
Raat Shabnami
Lyrics
Majrooh Sultanpuri
Music
Leslee Lewis
Album
Asha Bhosle
Language
Hindi
Original Scale
D Major
Views
1,163
Raat Shabnami
D
Raat shabnami, bheegi chandni
Teesra koi, dur tak nahi
Em
Iske aage hum, aur kya kahen
A D
Jaanam samjha karo
Em
Iske aage hum, aur kya kahen
A D
Jaanam samjha karo
C D
Sanam tumko jis din se dekha humne
C D
Deewana dil kaabu mai nahi
C D
Bada pyara ye bhi ittefaq dekho
C D
Tumhi mil jaate ho har kahin,
C D
Tumhi mil jaate ho har kahin pyaare
Em
Aage khud bhi jaan lo, aur kya kahen
A D
Jaanam samjha karo
Raat shabnami, bheegi chandni...
Agar tum bhi woh chaho joh main chahun
Toh gul khil jaaye iqraar ka
Dilon ko milne de kuch na bole hum
Maza aaye phir toh pyar ka
Maza aaye phir toh pyar ka jaani
Aage khud hi jaan lo aur kya kahe
Jaanam samjha karo
Raat shabnami, bheegi chandni...
G D
Thehro padi hai raat ye saari
G D
Kaahe ki jaldi janeman
G D
Daale huaye ye reshmi bahein
G D
Yuhin liptay raho tum gulbadan
G D
Taqdeer se ye mil gaya moqa
Em
Aage khud bhi jaan lo, aur kya kahen
A D
Jaanam samjha karo
Raat shabnami, bheegi chandni...
Site
377
today
279.8K
all time
This page
137
today
72.8K
all time
